5. INSAN farishton se kitna juda juda hai..
Wo ek khuda ko mane iske kai khuda hain.
6. Main iss jagah ka malik wo tera aashiyana..
Insan ne is zamin pe ghar kitne bana dale..
7. Main ISHQ ke bhanwar se nikla to jan paya..
Uske khuda nahin hain jisne KHUDA banaya..
8. Duniya ke rahbaron se beja nahin shikayat..
Mehroom hain INSAN bhee IMAN ki daulat se.
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें