24th Feb., 2012-02-24
Chalo tassali huyee hame bhee haseen shama hai tumhare dar pe...
Hamara kya hai hamen hai aadat khizaon men hin gujar karengen...
Sabhi gulon ko naseeb gulsan kahan hua hai kidhar hua hai..
kabhi wo jhulse kabhi wo bikhre sabhee ko rangat kahan mili hai...
Main bhul nahin paya hadson ka carvan..
Kahne ko chahe kah lo meri muhabbat…
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें