Jaan bhee mujhse bewafa nikli...
Wo jo kehta hai to jati hin nahin...
Haal apna pata bhee nahin hai hame...
Jalti bujhti charagon se shikwa kiya...
Apni kahi kuchh suna bhee nahin...
Lab pe taale jade jab savera hua........!!
Booden jo baras gayin jayengi kahan...
Aaj nahin to kal samandar hin thikana...
Itne uss se sawaal kyun karna...
Uski adat hai muqaddar likhna...
SuMaN

कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें