सोमवार, 3 सितंबर 2012



Andaz-e-zindagi se mere jal mare kitne..
Kahte hain shikan kyun nahin aati kabhi hame..
Jab zulm ki aandhi chale bekhauf farista ho...
Insan to badnaseeb khuda kyun raham kare...
Manzil ka pata jab huyi jahir to ye samjha..
Har rehgujar gulshan ke dareeche se kyun nikle...
Kuchh raste naseeb ke sanche men dhale hain..
Kuchh begunah jarron ke daman se hain nikle...

SuMaN

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें